WAP Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

ALL-IN-ONE - Topics
Create Your Own App Store

* ALL-IN-ONE > Topics


Subject: RAfi KI yADeN
Replies: 49 Views: 1865

kaleem 22.05.09 - 03:17pm
Dosto yaha ap ko Mohammad Rafi ke naghmay paish karne hain *

hayakhan 24.05.09 - 06:11am
MOHAMMED RAFI
4 *

hayakhan 24.05.09 - 06:13am

MOHAMMED RAFI'S INFO

Born: December 24, 1924
Origin Kotla Sultan Singh, Punjab, British India
Died: July 31, 1980 (aged 55)
Occupation(s): Hindi and regional playback singer
Instrument(s): Vocalist
Years active:19441980 *

hayakhan 24.05.09 - 06:15am

Mohammed Rafi
December 24, 1924 July 31, 1980), often addressed as Rafi Saahab, is an Indian playback singer whose career spanned four decades. A versatile singer, Rafi sang in many Indian languages including Hindi, Urdu, Punjabi, Bengali, Marathi, Kannada and Telugu. He also recorded English and Persian songs. He is primarily remembered, however, for his Hindi-Urdu songs, which still remain very popular in the Indian subcontinent and also among the Indian diaspora. Along with Mukesh and Kis Kumar, he was one of the leading male Bollywood playback singers from the 1940s to the mid 1980s. He was awarded the Padma Shri in 1965. *

hayakhan 24.05.09 - 06:26am

Mujeh Le Chalo, Aaj Phir Us Gali Mein,
Jahan Pehele Pehele Yeh Dil Ladkadaaya,
Voh Duniya Voh Meri, Mohobbat Ki Duniya,
Jahan Se Mein Betaabiyan Le Ke Aaya,
Mujeh Le Chalo...

Jahan So Rahi Hai, Meri Zindagani,
Jahan Chorh Aaya, Mein Apni Jawani,
Wahan Aaj Bhi Ek Chokat Mein Taaza,
Mohobbat Ke Sajadon, Ki Hogi Nishani, (2)
Mujeh Le Chalo...

Voh Duniya Jahan, Uske Naksh-e-kadam Hai,
Wahin Mere Khushiyan, Wahin Mere Gam Hai,
Mein Le Aavunga Khakh, Us Rehguzar Ki,
Ke Us Rehguzar Ke, Tho Zar-e-sanam Hai, (2)
Mujeh Le Chalo...

Wahan Ek Rangin, Chilman Ke Peeche,
Chumakta Huva Uska, Ruksaar Hoga,
Basalunga Aankhon Mein, Voh Roshni Mein,
Yunhi Kuch Ilaaj-e-dil-e-zaar Hoga, (2)
Mujeh Le Chalo...

Mujeh Le Chalo, Aaj Us Gali Mein,
Jahan Pehele Pehele Yeh Dil Ladkadaaya,
Voh Duniya Voh Meri, Mohobbat Ki Duniya,
Jahan Se Mein Betaabiyan Le Ke Aaya,
Mujeh Le Chalo...
*

hayakhan 24.05.09 - 06:31am

matlab nikal gaya hai to, pahchaante nahi
yu ja rahe hain jaise hamein, jaante nahi

apni garaz thi jab to lipatna kabool tha
baahon ke daayare mein simatna kabool tha
ab ham mana rahe hain magar maante nahi

hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya
rutba hi kuch buland kiya kya bura kiya
har ik gali ki khak to ham chaante nahi

munh pher kar na jaao hamaare kareeb se
milta hai koi chaahane wala naseeb se
is tarah aashiqon pe kamaan taante nahi
*

arshii 24.05.09 - 07:18am
ye dil tum been kahee lagataa naheen, hum kyaa kare
tasawwoor mein koee basataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare

loote dil mein diyaa jalataa nahee, hum kyaa kare
tum hee kah do ab aye jaana-ye-wafaa hum kyaa kare

kisee ke dil mein bas ke dil ko tadapaanaa naheen achchhaa
nigaahon ko zalak de de kar chhoop jaanaa naheen achchhaa
ummeedon ke khile gulashan ko zulasaanaa naheen achchhaa
humei tum been koee jachantaa nahee, hum kyaa kare

mohabbat kar to lekin mohabbat raas aaye bhee
dilon ko boz lagate hain kabhee julfon ke saaye bhee
hajaaro gam hain is duniyaan mein apane bhee paraaye bhee
mohabbat hee kaa gam tanahaa nahee, hum kyaa kare

buzaa do aag dil kee yaa ise khulakar hawaa de do
jo is kaa mol de paaye, use apanee wafaa de do
tumhaare dil mein kyaa hain bas humei itanaa pataa de do
ke abh tanahaa safar katataa nahee, hum kyaa kare
*

hayakhan 24.05.09 - 07:29am
good2.GIF arshii *

arshii 24.05.09 - 07:38am
Tum mujhe yuh bhula na paoge
haan tum mujhe yuh bhula na paoge
Jab kabhi bhi sunoge geet mere
Sanng sanng tum bhi gungunaoge
Haan tum mujhe yuh bhula na paoge
Ho tum mujhe yuh ...

(Woh baharein woh chandani raatein
Humne ki thi woh pyaar ki baatein)-2
Un najaroon ki yaad aayegi
Jab khayaloon mein mujhko laoge
Haan tum mujhe yuh bhula na paoge
Ho tum mujhe yuh ...


Aaur sahara liya tha bahon ka
woh shaam kis tarah bhulaoge
Haan tum mujhe yuh bhula na paoge
Ho tum mujhe yuh ...

Jhooth manu tho puchlo dil se
Mein Kahoonga tho ruth jaoge
Haan tum mujhe yuh bhula na paoge *

hayakhan 24.05.09 - 08:00am
wow.GIF superb arshi *

hayakhan 24.05.09 - 09:01am

ye duniyaan, ye mahafil mere kaam kee naheen

kis ko sunaaoo haal dila-ye-bekaraar kaa
buzataa huaa charaag hoo apane majaar kaa
aye kaash bhool jaaoo, magar bhoolataa nahee
kis dhoom se uthhaa thaa, janaajaa bahaar kaa

apanaa pataa mile, naa khabar yaar kee mile
dushman ko bhee naa ayesee sajaa pyaar kee mile
unako khudaa mile hain khudaa kee jinhe talaash
muz ko bas yek zalak mere diladaar kee mile

saharaa mein aake bhee, muz ko thhikaanaa naa milaa
gam ko bhoolaane kaa, koee bahaanaa naa milaa
dil tarase jis mein pyaar ko, kyaa samazoo us sansaar ko
yek jeetee baajee haar ke, main dhoondhoo bichhade yaar ko

door nigaahon se aansoo bahaataa hain koee
kaise naa jaaoo mai, muz ko bulaataa hain koee
yaa toote dil ko jod do, yaa saare bandhan tod do
aye parabat rastaa de muze, aye kaanton daaman chhod do

*

hayakhan 24.05.09 - 09:04am

Kya huwa tera waada, woh qasam woh iraada (2)
Bhoolega dil, jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya huwa tera waada, woh qasam woh iraada

Yaad hai mujhko tune kaha tha, tumse nahi ruthhenge kabhi
Phir is tarha se aaj mile hain kaise bhala chhutenge kabhi
Teri baaho mein beete har shaam ke tujhe kuchh bhi yaad nahi
Kya huwa tera waada, woh qasam woh iraada

Oh kehne waale mujhko farebi kaun farebi hai ye bata
Ho jisne gham liya pyaar ki khaatir ya jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya bewafa ye tujhe yaad nahi
Kya huwa tera waada, woh qasam woh iraada
Bhoolega dil, jis din tumhein
Woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya huwa tera waada, woh qasam woh iraada
*

hayakhan 24.05.09 - 09:10am

Maine poocha chand se
ke dekha hai kahin
mera yaar sa haseen
Chand ne kaha
Chandni ki kasam, nahi nahi nahi
Maine poocha chand se...

Maine yeh hi jaab tera dhoondha
har jageh shabab tera dhoondha
kaliyon se misaal teri poochi
phoolon ne jawaab tera dhoondha

maine poocha baag se
falak ho ya zameen
aisa phool hai kahin
baag ne kaha har kali ki kasam
nahi nahi nahi

Maine poocha chand se...

Ho, Chaal hai ke mauj ki ravaani
Zulf hai ke raat ki kahani
Hont hain ke aaine kawal ke
aankh hai ke mahkadon ki rani

maine poocha jaam se
falak ho ya zameen
aisi meh bhi hai kahin
jaam ne kaha mehkashi ki kasam
nahi nahi nahi

Maine Poocha Chand se...

Khoobsurati jo tune paayi
lut gayi khuda ki bas khudaayi
meer ke gazal kahun tujhe main
ya kahun khaiyyaam ki rubaayi

main jo poochun shayaron se
aisa dil nashi
koyi sher hai kahin
shayar kahen shayari ki kasam
nahi nahi nahi

Maine poocha chand se...
*

arshii 24.05.09 - 09:41am
Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Lata: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Rafi: chaahat ne teri mujhko kuch iss tarah ghera
din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera

Lata: tum ho jahaan hai wahi par rehta hai dil bhi mera
bas ek khayaal tera kya shaam kya savera

Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Lata: yeh duniya kaise badali kuch bhi samajh na aaye
kyon kar hue woh apne kal tak the jo paraaye

Rafi: dil ki lagan ho sacchi phir kyon na rang laaye
mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye

Lata: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Rafi: meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo
dil ko churaake mere aankhen churana chhodo

Lata: mujh ko banaane apna baatein banana chhodo
main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo

Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai

Both: mujhe kitna pyaar hai tumse
apne hi dil se poochho tum
jisse dil diya hai woh tum ho
meri zindagi tumhaari hai
*

hayakhan 25.05.09 - 04:54am
2thumbs_up.GIF arshi *

arnaav 25.05.09 - 08:05am


Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho,
Oooo Mujeh Ishaal Mein Kiske, Sahaare Chod Jaate Ho,
Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho...

Khuda Kaa Vasata Dekar, Manalun Door Hun Lekin,
Tumhara Raasta Mein, Roklun Majboor Hun Lekin..
Ke Mein Chal Bhi Nahin Sakatha Hun, Aur Tum Daud Jaate Ho,
O...Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho..

Gila Tumse Nahin Koyi, Magar Afsos Thoda Hai,
Ke Jis Ghumne Mera Daaman, Badi Mushkil Se Choda Hai,
Usi Ghum Se Mera Phir Aaj Rishta, Jod Jaate Ho,
O...Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho..
Mere Dil Se Na Lo Badala, Zamaane Bhar Ki Baaton Kaa,

Teher Jaavo Suno Mehemaan Hun, Mein Chand Raaton Kaa,
Chale Jaana Abhi Se Kis Liye Muh, Mode Jaate Ho,
O...Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho..
Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho,
Oooo Mujeh Ishaal Mein Kiske, Sahaare Chod Jaate Ho,

Khilona Jaan Kar Tum Tho, Mera Dil Thod Jaate Ho...


*

arnaav 25.05.09 - 08:09am



Khush Rahe Tu Sada, Yeh Duva Hai Meri,
________ Hi Sahi, Dilruba Hai Meri,
Khush Rahe..

Jaa Mein Tanha Rahun Tuj Ko, Mehefil Mile,
Ooo..
Jaa Mein Tanha Rahun, Tuj Ko, Mehefil Mile,
Doobne De Mujeh, Tujhko Saahil Mile,
Aaj Marzi Yahi, (2),
Naa Khuda Hai Meri, Khush Rahe Tu Sada,
Yeh Duva Hai Meri, Khush Rahe..

Umr Bhar Yeh Mere Dil Ko, Tadapaayega,
Ooo...
Umr Bhar Yeh Mere, Dil Ko, Tadapaayega,
Dard-e-dil, Ab Mere, Saath Hi, Jaayega,
Maut Hi Aakhri, (2),
Bas Dava Hai Meri, Maut Hi Aakhri, Bas Dava Hai Meri,

Khush Rahe Tu Sada, Yeh Duva Hai Meri,
Khush Rahe..Khush Rahe..


*

hayakhan 25.05.09 - 08:18am
good2.GIF arnav, superb *

hayakhan 25.05.09 - 08:32am

ye duniyaan, ye mahafil mere kaam kee naheen

kis ko sunaaoo haal dila-ye-bekaraar kaa
bujtaa huaa charaag hoo apane majaar kaa
aye kaash bhool jaaoo, magar bhooltaa nahee
kis dhoom se uthhaa thaa, janaazaa bahaar kaa

apanaa pataa mile, naa khabar yaar kee mile
dushman ko bhee naa ayesee sazaa pyaar kee mile
unko khudaa mile hain khudaa kee jinhe talaash
mujh ko bas yek jalak mere diladaar kee mile

saharaa mein aake bhee, muj ko thhikaanaa naa milaa
gam ko bhoolaane kaa, koee bahaanaa naa milaa
dil tarase jis mein pyaar ko, kyaa samajhoo us sansaar ko
yek jeetee baazee haar ke, main dhoondhoo bichhade yaar ko

door nigaahon se aansoo bahaataa hain koee
kaise naa jaaoo mai, muj ko bulaataa hain koee
yaa toote dil ko jod do, yaa saare bandhan tod do
aye parabat rastaa de muje, aye kaanton daaman chhod do
*

hayakhan 25.05.09 - 08:50am


Aane Se Uske Aaye Bahar Lyrics

badi mastani hay meri meh a
meri zindigani hay meri meh a

iss hawa ko mein to us ka lehrata aanchal kahooon ga
iss ghata ko mein to us ki aankhoon ka kajal kahoon ga
kaliyon ka bachpan hay phoolon ki jawani hay meri meh a, meh a
badi mastani hay meri meh a


beet jate hein pal kat jati hein barkha ki raatein
ham na jane kiya kiya karte rehte hein aapas mein batein
mein thoora diwana thoori si diwani hay meri meh a
badi mastani hay meri meh a

saamne mein sab kay naam us ka nahi ley sakoon ga
wo sharam kay marey rooth jaye to mein kiya karoon ga
hooron ki malika hay pariyon ki rani hay meri meh a
badi mastani hay meri meh a
*

hayakhan 25.05.09 - 08:58am
Tum jo mil gaye ho
To yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya

Ek bhatke huye rahi ko
Caravan mil gaya

Tum jo mil gaye ho
To yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya

Baitho na door humse
Dekho khafa na ho
Baitho na door humse
Dekho khafa na ho
Kismat se mil gaye ho
Milke jooda na ho
Kismat se mil gaye ho
Milke jooda na ho
Meri kya khata hai
Hota hai yeh bhi
Ke zamee se bhi kabhi
Aasama mil gaya
Ke jahan mil gaya

Tum kya jaano tum kya ho
Ek soorila nagma ho
Bheegi raaton me masti
Tapte din me saaya ho
Tum kya jaano tum kya ho
Aab jo aa gaye ho
Jaane na doonga
Ke mujhe ek hasin
Mehrabaan mil gaya
Ke jahan mil gaya

Tum jo mil gaye ho
To yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya

Tum bhi the khoye khoye
Mein bhi boojha boojha
Tum bhi the khoye khoye
Mein bhi boojha boojha
Tha ajnabi zamana
Apna koi na tha
Tha ajnabi zamana
Apna koi na tha
Dil ko jo mil gaya hai tera sahara
Ek nayi zindagi ka nishan mil gaya

Tum jo mil gaye ho
To yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ek bhatke huye rahi ko
Caravan mil gaya
Tum jo mil gaye ho
To yeh lagta hai
Ke jahan mil gaya
Ke jahan mil gaya
*

javed286 12.01.10 - 01:11pm
o my love..
nazar na lag jaaye
kisi ki raahon mein
chhupa ke rakh loon
aa tujhe nigaahon mein
tu kho na jaaye
o my love..

nazar na lag jaaye
kisi ki raahon mein
chhupa ke rakh loon
aa tujhe nigaahon mein
tu kho na jaaye
o my love..

aye meri haseen dilruba
mere dil mein chhup ke baith ja
aye meri haseen dilruba
mere dil mein chhup ke baith ja

tujh mein mujh men fark na rahe
aa kareeb aa kareeb
aa..
tu kho na jaaye
o my love..

nazar na lag jaaye
kisi ki raahon mein
chhupa ke rakh loon
aa tujhe nigaahon mein
tu kho na jaaye
o my love..

samne jo ek tu na ho
dil mein koi aarzoo na ho
samne jo ek tu na ho
dil mein koi aarzoo na ho

manzilen hazaar ho
magar manzilon ki justju na ho
ye ho na jaaye
o my love..
o my love..
o my love..
o my love..

*

javed286 12.01.10 - 01:13pm
its my favorate song by MOHD. RAFI *

kulsum 12.01.10 - 01:22pm
good2.GIF *

ajnabii 12.01.10 - 01:26pm
WOW!! NICE TOPIC I LOVE MOHD.RAFI SB. (ALLAH REHMAH)

gflowers108.gif JUST 4 MOHD RAFI

JUST 4 MOHD RAFI *

kulsum 12.01.10 - 01:27pm
wow big fan........... *

ajnabii 12.01.10 - 05:27pm
Chaudvin Ka Chand Ho, Ya Aaftaab Ho
Jo Bhi Ho Tum Khuda Ki Kasam, Lajawab Ho

Zulfein Hain Jaise Kaandhe Pe Baadal Jhuke Hue
Aankhen Hain Jaise Maey Ke Pyaale Bhare Hue
Masti Hai e Pyaar Ki Tum, Woh Sharaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ...

Chehra Hai Jaise Jheel Mein Khilta Hua Kanwal
Ya Zindagi Ke Saaz Pe Chhedi Hui Ghazal
Jaane Bahaar Tum Kisi Shaayar Ka Khwaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ...

Hothon Pe Khelti Hain Tabassum Ki Bijliyaan
Sajde Tumhari Raah Mein Karti Hain Kaikashaan
Duniya-E-Husno-Ishq Ka Tum Hi Shabaab Ho
Chaudvin Ka Chand Ho ...
*

zakkhan 13.01.10 - 05:11am
ho, tum se achchha kaun hai,
dil lo jigar lo jaan lo,
ham tumhare hain sanama,
tum hame pahachaana lo ) - 2

(main hoon vo jhonkaa, masta havaaka
sanga tumhaare, chalata rahoonga
jaba se hui hai, tum se mohabbata
milata raha hoon, milata rahoonga ) - 2
hu..., tum se achchha kauna hai ...

(seene mein dila hai, dila mein tumhi ho
tuma mein hamaaree, chhoti si jaana hain
tuma ho salaamata, ham ko nahi gama
tum se hamaaree, duniya javaana hain ) - 2
hu.., tum se achchha kauna hai ...

mara ke bhi dekhaa, mar na sake ham
dilaki lagi ne, hamako bachaaya
teri nazara kaa, jaadu hai shaayada
jisane hame phira, zinda banaaya
hu..., tum se achchha kauna hai ...

ho, tum se achchha kaun hai
dila lo jigara lo jaana lo
ham tumhaare hain sanama
tuma hame pahachaana lo *

zakkhan 13.01.10 - 05:13am
ai chaand zara chhup ja ai vaqt zara ruk ja
ik baat hai honthon pe kah loon to qaraar aaye
ik bojh to hat jaaye
ra : ai chaand zara chhup ja ai vaqt zara ruk ja
ruk unaka idhar ko hai ab kyon na bahaar aaye
duniya na badal jaaye
ai chaand zara chhup ...

a : sab kvaab sa lagata hai is raat mein jaadu hai
kaamosh nazaaron ki har saans mein jaadu hai
ham hain ki bandhe se hain dil hai ki uda jaaye
ik baat hai honthon ...

ra : main pyaar ki baazi mein dil haara to kya haara -2
pahalu mein mere duniya baanhon mein jahaan saara
kya dega muqaddar ab ham maang ke pachhataaye
a : ai chaand zara ... *

javed286 13.01.10 - 12:23pm
Ay Nargis-e-mastana,
Bas Itni Shiqayat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai,
Samjhaa Hamen Begana,
Bas Itni Shiqyat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai,

Har Raah Par Kataraaye, Har Mod Par Ghabaraaye,
Muh Pher Liya Hai Tumne, Ham Jab Bhi Nazar Aaye,
Muh Pher Liya Hai Tumne Ham Jab Bhi Nazar Aaye,
Oooo.. Ham Ko Nahin Pehechana,
Bas Itni Shiqaayat Ha, Bas Itni Shiqaayat Hai

Ho Jaathe Ho bar Ham Bhi, Ban Jaathe Ho Ham Dam Bhi,
Ay Saki e Mehkhana, Shola Bhi Ho Shabnam Bhi,
Ay Saki e Mehkhana, Shola Bhi Ho Shabnam Bhi,
Oooo... Khali Mera Paimaana,
Bas Itni Shiqaayat Hai, Bas Itni Shiqaayat Hai

Har Rang Qayamat Hai, Har Dhang Shararat Hai,
Dil Thod Ke Chal Dena, Yeh Husn Ki Aadat Hai,
Dil Thod Ke Chal Dena, Yeh Husn Ki Aadat Hai,
Oooo... Aata Nahin Behlaana,
Bas Itni Shiqaayat Hai, Bas Itni Shiqaayat Hai

Ay Nargis-e-mastana,
Bas Itni Shiqayat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai,
Samjhaa Hamen Begana,
Bas Itni Shiqyat Hai, Bas Itni Shiqayat Hai...........

*

javed286 15.01.10 - 10:03am
ONE OF MY FAVORATE SONG..........




(Aaya Re Khilonewala Khel Khilone Le Ke Aaya Re Aaya Re) - 2
Aao Meri Aakhon Ke Tarao Kehen Gaye Re Mere Pyaaro
Ooh Ooh Ooh Ooh Ooo
(Aaya Re Khilonewala Khel Khilone Le Ke Aaya Re Aaya Re) - 2
(Shor Kyo Machati Hein Yeh Barkha Diwani) - 2
Barsa Ghatao Se Lakho Man Pani
Meri Tarha Tum Kabhi Roye Ho O Sawan Ke Nazaro

[ Aaya Re Khilonewala Song Lyrics @ http://www.hindilyrix.com ]

(Aaya Re Khilonewala Khel Khilone Le Ke Aaya Re Aaya Re) - 2
(Bhari Hain Kaliyo Se Har Baag Ki Dali) - 2
Meri To Jholi Mein Do Phool The Khali,
Chin Liye Woh Bhi Kahe Tumne O Beiman Baharo

(Aaya Re Khilonewala Khel Khilone Le Ke Aaya Re Aaya Re) - 2
(Dekho Maine Gude Ki Shaadhi Hai Rachai) - 2
Meri Pyaari Gudiya Ki Baraat Hai Aai
Gori Chali Babul Ke Ghar Se Doli Le Aao Kaharo

(Aaya Re Khilonewala Khel Khilone Le Ke Aaya Re Aaya Re) - 2
Aao Meri Aakhon Ke Tarao Kehan Gaye Re Mere Pyaaro
Ooh Ooh Ooh Ooo
(Aaya Re Khilonewala Khel Khilone Le Ke Aaya Re Aaya Re) - 2
(Dekho Maine Gude Ki Shaadhi Hai Rachai) - 2
Meri Pyaari Gudiya Ki Baraat Hai Aai
Gori Chali Babul Ke Ghar Se Doli Le Aao Kaharo
(Aaya Re Khilonewala Khel Khilone Le Ke Aaya Re Aaya Re) - 4 *

ajnabii 15.01.10 - 11:18am
Chehere Pe Giri Zulphen Kehdo Tho Hatadun Mein,
Gustakhi Maaf, Gustakhi Maaf..
Ek Phool Tere Jode Mein Kehedo Tho Lagadun Mein,
Gustakhi Maaf, Gustakhi Maaf..

Yeh Roop Hasin Dhoop, Bahut Khub Hein Lekin,
Ulphat Ke Bina Phika., Chehera Tera Rangeen,
Ek Deep Mohobbat Ka, Kehedo Tho Jaladun Mein,
Gustakhi Maaf, Gustakhi Maaf..

Sarkar Huva Pyar, Khata Ham Se Huyi Hai,
Ab Dil Mein Tumhi Tumho, Yeh Jaan Bhi Teri Hai,
Ab Cheer Ke Is Dil Ko, Kehedo Tho Dikhadun Mein,
Gustakhi Maaf, Gustakhi Maaf..

Chehere Pe Giri Zulphen Kehdo Tho Hatadun Mein,
Gustakhi Maaf, Gustakhi Maaf..
Ek Phool Tere Jode Mein Kehedo Tho Lagadun Mein,
Gustakhi Maaf, Gustakhi Maaf.. *

javed286 18.01.10 - 01:44pm
ye jo chilaman hain, dushman hain humaaree
kitanee sharmilee dulhan hain humaaree

doosaraa aaur koee yahaa kyo rahe
husn aaur ishk ke daramiyaan kyo rahe, ye yahaa kyo rahe, haa jee haa kyo rahe
ye jo aanchal hai, shikawaa hain humaaraa, kyo chhupaataa hai, cheharaa ye tumhaaraa

kaise didaar aashik tumhaaraa kare
rukha-ye-roshan kaa kaise najaaraa kare, ishaaraa kare, pukaaraa kare
ye jo gesoo hai, baadal hain kasam se, kaise bikhare hain gaalon pe sanam ke

rukh se parda jaraa jo sarakane lagaa
uf ye kanbakht dil kyo dhadakane lagaa, bhadakane lagaa, dam atakane lagaa
ye jo dhadakan hain dushman hain humaaree, kaise dil sanbhale ulazan hain humaaree....... *

javed286 20.01.10 - 11:39am
Patthar Ke Sanam
Tujhe Humne Mohabbat Ka Khuda Jaana
Badhi Bhool Hui Arey Humne
Yeh Kya Samjha Yeh Kya Jaana
Pathar Ke Sanam

Chera Tera Dil Mein Liye Chalte Rahe Angaaron Pe
Tu Ho Kahin Sajde Kiye Humne Tere Rukhsaron Ke
Humsa Na Ho oo
Koi Deewana, Patthar Ke Sanam

Socha Tha Yeh Badh Jayengi Tanhaiyaan Jab Raaton Ki
Rasta Hamein Dikhlayengi Sham-e-Wafa In Haathon Ki
Thokar Lagee ee
Tab Pehchaana, Patthar Ke Sanam

Aaey Kaash Ke Hoti Khabar Toone Kise Thukraya Hai
Sheesha Nahin Sagar Nahin Mandir Sa Ik Dil Dhaya Hai
Sau Aasmaa aa n
Hain Veerana, Pathar Ke Sanam
Tujhe Humne Mohabbat Ka Khuda Jaana
Badhi Bhool Hui Arey Humne
Yeh Kya Samjha Yeh Kya Jaana
Pathar Ke Sanam..........
*

javed286 22.01.10 - 10:50am
Paradesiyo.n se naa a.Nkhiyaa.n milaanaa
Paradesiyo.n ko hai ik din jaanaa

Aatii hai jab ye rut mastaanii
Banatii hai koii na koi kahaanii
Ab ke bas dekhe bane kyaa fasaanaa
Sach hii kahaa hai pa.nchhii inako
Raat ko Thahare to u.D jaae.n din ko
Aaj yahaa.n kal vahaa.n hai Thikaanaa
Baago.n me.n jab jab phuul khile.nge
Tab tab ye harajaaii mile.nge
Guzaregaa kaise patajha.D kaa zamaanaa
Ye baabul kaa des chhu.Daae.n
Des se ye parades bulaae.n
Haay sune.n naa ye koi bahaanaa
Hamane yahii ek baar kiyaa thaa
Ek paradesii se pyaar kiyaa thaa
Aise jalaae dil jaise paravaanaa
Pyaar se apane ye nahii.n hote
Ye patthar hai.n ye nahii.n rote
Inake liye naa aa.Nsuu bahaanaa
Naa ye baadal naa ye taare
Ye kaagaz ke phuul hai.n saare
In phuulo.n ke baag na lagaanaa
Hamane yahii ek baar kiyaa thaa
Ek paradesii se pyaar kiyaa thaa
Ro ro ke kahataa hai dil ye diivaanaa...
Paradesiyo.n se naa a.Nkhiyaa.n milaanaa
Paradesiyo.n ko hai ik din jaanaa...... *

javed286 25.01.10 - 07:28am
akele mein woh ghabrate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge
akele mein woh ghabrate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge
hamari yaad aa jaati toh hogi
achanak woh tadap jaate toh honge
haai woh din
haai woh din
haai woh din
haai woh din
woh din unko bhi yaad aate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge
akele mein woh ghabrate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge

guzaare the jo lamhe saath milkar
unhe yaad aayenge woh zindagi bhar
guzaare the jo lamhe saath milkar
unhe yaad aayenge woh zindagi bhar
jo apane khoon se likhe the hamne
woh khat nafarat ke sholon mein bhi jalkar
hamari yaad dilwate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge
akele mein woh ghabrate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge

woh gharwalon se karke sau bahane
saheli saath aati thi milane
woh gharwalon se karke sau bahane
saheli saath aati thi milane
mehakti raaten aur woh din suhaane
hamare pyaar ke guzare zamane
khayalon ??? toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge
akele mein woh ghabrate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge
hamari yaad aa jaati toh hogi
achanak woh tadap jaate toh honge
haai woh din
haai woh din
haai woh din
haai woh din
woh din unko bhi yaad aate toh honge
mitake mujhko pachhtate toh honge........... *

javed286 26.01.10 - 06:05am
Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon..
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..

Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon,
Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon,

Saans Tham Thi Gayi, Nabz Jam Tho Gayi,
Phir Bhi Badathe Kadam Ko Na Rukh Ne Diya,
Kat Gaye Sar Hamaare, Tho Kuch Gam Nahin,
Sar Himalay Ka Hamne Na Jhuk Ne Diya,
Marte Marte Raha Baanq Pan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..
Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..

Zinda Rehene Ke Mausam, Bahut Hai Magar,
Jaan Dene Ki Rut Roz Aati Nahin,
Husn Aur Ishq Dono Ko Ruswa Kare,
Woh Jawaani Jo Khoon Mein Naahathi Nahin,
Aaj Dharti Bani Hai Dulhan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..
Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..

Raah Qurbaaniyon Ki Na Veeran Ho,
Tum Sajaathe Hi Rehna Naye Kaafile,
Fathe Ka Jashn Is Jashn Ke Baad Hein,
Zindagi Maut Se Mil Rahi Hai Gale,
Bandlo Apne Sar Se Kafan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..
Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..

Khench Do Apne Khoon Se Zameen Par Lakeer,
Is Tarah Aane Ne Paaye Na Raawan Koyi,
Thod Do Haath Agar Haath Utne Lage,
Chune Paaye Na Sita Ka Daaman Koyi,
Ram Bhi Tum, tumhi Lakshman Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..
Kar Chale Ham Fida, Jan-o-tan Saathiyon,
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon..
Ab Tumhare Hawale, Watan Saathiyon............

*

ajnabii 26.01.10 - 09:32am
Dil kyun bulaaye

Yaad na jaaye beete dino ki
Jaa ke na aaye jo din
Dil kyun bulaaye unhe
Dil kyun bulaaye

Din jo pakheroo hote
Pinjre mein main rakh leta

Din jo pakheroo hote
Pinjre mein main rakh leta
Paalta unko jatan se
Paalta unko jatan se
Moti ke daane deta
Seene se rehta lagaaye

Yaad na jaaye beete dino ki
Jaa ke na aaye jo din
Dil kyun bulaaye unhe
Dil kyun bulaaye

Tasveer unki chhupa ke
Rakh doon jahan jee chaahe

Tasveer unki chhupa ke
Rakh doon jahan jee chaahe
Man mein basi ye moorat
Man mein basi ye moorat
Lekin mite na mitaaye
Kehne ko hain wo paraaye

Yaad na jaaye beete dino ki
Jaa ke na aaye jo din
Dil kyun bulaaye unhe
Dil kyun bulaaye

Yaad na jaaye beete dino ki

*

javed286 27.01.10 - 05:31am
my favorate song.............



sau baar janam lenge, sau baar fanaa honge
ai jaan-e-wafaa phir bhi, ham tum na judaa honge
sau baar janam lenge, sau baar fanaa honge
qismat hame milne se, rokegi bhalaa kab tak
in pyaar ki raahon mein, bhatakegi wafaa kab tak
qadmon ke nishaan khud hi, manzil kaa pataa honge
sau baar janam lenge, sau baar fanaa honge
ai jaan-e-wafaa phir bhi, ham tum na judaa honge
sau baar janam lenge, sau baar fanaa honge
ye kaisi udaasi hai, jo husn pe chhaayi hai
ham door nahin tum se, kahne ko judaayi hai
armaan bhare do dil, phir ek jagah honge
sau baar janam lenge, sau baar fanaa honge
ai jaan-e-wafaa phir bhi, ham tum na judaa honge
sau baar janam lenge, sau baar fanaa honge...... *

ajnabii 27.01.10 - 10:19am
wah khobsoorat kia baat hai yaar porane gano ki payari shaairy piyari awaz gee khush hojata hai sunn ke... *

javed286 28.01.10 - 05:24am
Main Zindagi Ka Saath Nibhata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata Chala Gaya

Barbadiyon Ka Shok Manana Fizul Tha
Barbadiyon Ka Jashan Manata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Jo Mil Gaya Usi Ko Muqaddar Samajh Liya
Jo Kho Gaya Maein Usko Bhulata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Uda

Gham Aur Khushi Mein Farq Na Mehsoos Ho Jahan
Main Dil Ko Us Makaam Pe Laata Chala Gaya
Har Fikar Ko Dhuen Mein Udata chala gaya........... *

javed286 29.01.10 - 06:18am
it means smoke.GIF *

ajnabii 29.01.10 - 11:21am
Mera Man Tera

Mera Man Tera Pyaasa, Mera Man Tera
Poori Kab Hogi Aasha, Mera Man Tera

Jab Se Maine Dekha Tujhe Mera Dil Nahin Raha, Mera
De De Apna Haath Mere Haathon Mein Kya Jaye, Tera
Ab To Na Todo Aasha, Mera Man Tera...

Zindagi Hai Meri Ek Daanv, Tu Hai Haar Jeet, Meri
Aise Vaise Kaise Bhi Tu Khel Humse Jaisi Marzi, Teri
Kitni Hai Bholi Aasha, Mera Man Tera...

Pata Nahin Kaun Hoon Maein, Kya Hoon Aur Kahan Mujhe, Jaana
Apni Vo Kahaani Jo Anjaani Ho Ke Ban Gayi, Fasaana
Jeevan Kya Hai, Tamaasha, Mera Man Tera...
*

javed286 30.01.10 - 04:53am
choo laney do nazuk hoonton ko
kuch aur nahi hay jaam hay yeh
qudrat nay jo hum ko bakhsha hay
wo sab se haseen inaam hay yeh
choo laney do nazuk honton ko..

sharma kay na youhi kho dena rangeen jawani ki ghariyan (2)
betaab dharaktey seenoo ka armaan bhara peghaam hay yeh
choo laney do nazuk honton ko

acchon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hay (2)
iss may ko mubarak cheez samajh mana kay bohat badnaam hay yeh

choo laney do nazuk hoonton ko
kuch aur nahi hay jaam hay yeh
qudrat nay jo hum ko bakhsha hay
wo sab se haseen inaam hay yeh
choo laney do nazuk honton ko.......... *

javed286 11.02.10 - 01:24pm
Ehsaan mere dil pe tumhara hai doston
ye dil tumhare pyaar kaa maara hai doston

banta hai mera kaam tumhare hee kaam se
hota hai mera naam tumhare hee naam se
tum jaise meharbaan kaa sahara hai doston
ye dil tumhare pyaar ka ...

yaaron ne mere waaste kya kuchh nahin kiya
sau baar shukriya are, sau baar shukriya
bachapan tumhare saath guzaara hai doston
ye dil tumaare pyar ka ...

Ehsaan mere dil pe tumhara hai doston
ye dil tumhare pyar kaa maara hai doston.......... *

javed286 20.02.10 - 08:01am
ye reshamee julfe, ye sharabatee aankhe
inhe dekhakar jee rahe hain sabhee

jo ye aankhe sharam se zook jaayegee
saaree baate yahee bas ruk jaayegee
choop rahanaa ye afasaanaa, koee in ko naa batalaanaa
ke inhe dekhakar pee rahe hain sabhee

julfe magarur itanee ho jaayegee
dil ko tadapaayegee, jee ko tarasaayegee
ye kar dengee diwaanaa, koee in ko naa batalaanaa
ke inhe dekhakar jee rahe hain sabhee............... *

javed286 22.02.10 - 06:38am
aaaa aaja aaja aaaja
aaaaaaaa aaja aaaja aaja

tujh ko pukarey mera piyaar hoo ho oo o
tujh ko pukarey mera pyaar
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

aakhri pal hein aakhri aahein tujhey dhoond rahi hein
doobti saansein bhujhti nigahein tujhey dhoond rahi hein
saamne aaja aik baar hoooo
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

doono jahan ki bhent charha di mein ney chah mein teri
apney badan ki khaak mila di mein nay raah mein teri
ab to chali aa iss paar hoooooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

itney ugoon tak itney dukhoon ko koi seh na sakey ga
teri qasam mujhey tu hay kisi koi keh na sakey gaa
mujh se hay teri iqraaar hooey
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

teri nazar ki oos parey to bujhey piyaas milan ki
terey badan ki oot mitey to rahey laaj lagan ki
mil jaaye chain qaarar haeyy
aaja mein to mita hoon teri chah mein
tujh ko pukarey mera pyaar

tujh ko pukare mera pyaar......... *

zakkhan 22.02.10 - 07:53pm
nice collection javed bhai
good2.GIF
*

javed286 23.02.10 - 07:32am
thank_you.GIF zak bhai...... *

javed286 23.02.10 - 07:38am
rang aur noor kee baaraat kise pesh karoon
ye muraadon kee haseen raat kise pesh karoon

maine jazabaat nibhaaye hain usoolon kee jagah
apane aramaan peero laayaa hoon, phoolon kee jagah
tere chehare kee ye saugaat kise pesh karoon
ye muraadon kee haseen raat kise pesh karoon

kaun kahataa hai, ke chaahat pe sabhee kaa haq hai
too jise chaahe teraa pyaar usee kaa haq hai
mujh se kah de, main teraa haath kise pesh karoon
ye muraadon kee haseen raat kise pesh karoon

surkha jode kee tabotaab mubaarak ho tujhe
teree aankhon kaa nayaa khwaab mubaarak ho tujhe
main ye khwaayish ye khayaalaat kise pesh karoon
ye muraadon kee haseen raat kise pesh karoon................... *


* Reply
* ALL-IN-ONE Forum


Search:
topics replies


* ALL-IN-ONE

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Custom Search


Create Your Own App Store